Rasool Allah Sallallaho alaihe wasallam ne frmaya, "Jb dou(2) musalman apni apni talwaren le kr ek dusaray ko miltay hai tou ye qatil aur maqtool donou jahannami hai." Pucha gya, "Ae Allah k Rasool! Qatil ka jahannami hona tou samajh ata hai,maqtul jahannami ku hoga?" Apne frmaya, "Is lye k wo bhe apne sathi k qatl per harees(desirous) tha" (Sahe Bukhari,Kitab ul Eman,Hadees:31,7083)
0 تبصرے:
ایک تبصرہ شائع کریں